Asha Bhosle — In Aankhon Ki Masti Ke

    	    	Вступление

[Verse 1]

Dm                      F
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah,
Dm
In aankhon ki masti ke,
F
Mastaane hazaaron hain!
F
Mastaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon se vabasta,
Dm
In aankhon se vabasta,
F
Afsaane hazaaron hain!
F
Afsaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon ki masti ke...


[Verse 2]

Dm                     F
Ek tum hi nahin tanha, aah aah,
Dm
Ek tum hi nahin tanha,
F
Ulfat mein meri ruswa!
F
Ulfat mein meri ruswa!
Dm
Is shaher mein tum jaise,
Dm
Is shaher mein tum jaise,
F
Deewaane hazaaron hain!
F
Deewaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon ki masti ke,
F
Mastaane hazaaron hain!
Dm                      F
In aankhon ki masti ke, aah aah aah...


[Verse 3]

Dm
Ek sirf humhi mai ko,
Dm
Ek sirf humhi...
Dm
Ek sirf humhi mai ko,
F
Aankhon se pilaate hain!
F
Aankhon se pilaate hain!
Dm
Kehne ko to duniya mein,
Dm
Kehne ko to duniya mein,
F
Maikhaane hazaaron hain,
F
Maikhaane hazaaron hain.
Dm
In aankhon ki masti ke,
F
Mastaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon ki masti ke...


[Verse 4]

Dm                    F
Is shamm-e-faroza ko, aah aah,
Dm
Is shamm-e-faroza ko,
F
Aandhi se darate ho?
F
Aandhi se darate ho?
Dm
Is shamm-e-faroza ke,
F
Is shamm-e-faroza ke,
F
Parvaane hazaaron hain!
F
Parvaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon ki masti ke,
F
Mastaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon se vaabasta,
F
Afsaane hazaaron hain!
F
Afsaane hazaaron hain!
Dm
In aankhon ki masti ke...		
    

Видео пока не добавлены

Оцените статью
Textbest.ru