Lata Mangeshkar — Humko Hamise

    	    	Вступление

F#m                E
Humko humise chura lo,
E                        F#m
Dil mein kahin tum chupa lo.
F#m                E 
Humko humise chura lo,
E                        F#m
Dil mein kahin tum chupa lo.
F#m            E
Hum akele, kho na jaayen,
E    F#     E
Door tumse, ho na jaayen,
       A           F#
..Paas aao gale se laga lo
F#m                E
Humko humise chura lo..

F#m
Ye dil dhadka do,
F#m            E
zulfein bikhra do,
E           A
Sharma ke apna
A             F#
aanchal lehra do.
A 
Hum zulfein to bikhra dein,
A
din mein raat na ho jaaye,
A      E
Hum aanchal to lehra dein,
E                       A            F#m   
par barsaat na ho jaaye
 Hone do barsaatein,
      E             F#m  
karni hain kuch baatein
     A           F#m 
Paas aao gale se laga lo
F#m                E
Humko humise chura lo..

F#m
Tumpe marte hain,
F#           E
hum mar jayenge,
E            A
Ye sab kahte hain
A            Fm  A
hum kar jayenge. Chutki bhar sindoor se tum
A
ab ye maang zara bhar do,
        E
Kal kya ho kisne dekha
E                         A            F#m
sab kuch aaj abhi kar do.
 Ho na ho sab raazi,
       E           F#m
dil raa[E]zi rab raazi
     A           F#m
Paas aao gale se laga lo
F#m                E
Humko humise chura lo..
		
    

Видео пока не добавлены

Оцените статью
Textbest.ru